Director Manish Mahiwal
Manish Mahiwal Magadh Univarsity se B.A Engilsh honours hain. Manish ne
1987 se bhartiye jan natya sangh(IPTA) ke sath kai varshon tak Theater kiye hain. IPTA ke sath
Manish kai natak kiye hain jisme mukhya rup se " Dur desh ki kathaa", "saudagar", "kaligula",
"kothari No. 42", kabira khada bazaar me etc hai.Manish LOKPANCH Natya sanstha ke NIRDESHAK hain aur
apne sanstha ke sath samkalin sathition par natak karte rahte hain. Manish ne 2001 men ETV bihar & jharkhand me patrakarita shuru kiya
aur DESI PATRAKAR name se charchit ho gaye. ye kalakar sajha sangh ke sachiv bhi hain.samaajik karyon me ye hamesh aage rahte hain.
inakaa manana hai ki ek rangkarmi ko samaajik hona zaroori hai.
GO ON DESI PATRAKAR MANISH MAHIWAL